Death Shayari, Duniya chand roza hai
Duniya chand roza hai chor kar ise Jana hai,
Kuch roz ki khushiya hai fir andhera thikana hai,
Waqt hai baki kar lo tayyari abhi,
Jane ke baad kisi ki wapas nhi aana hai,
Kabr me kya hoga ye kisko fikr hai,
Yaha to bas sabko maal kamana hai,
Milenge sab tak jab tak zindgi hai,
Fir to sabko mera janaza uthana hai!!!!
Death Shayari, Duniya chand roza hai
Reviewed by Unknown
on
10:25:00
Rating:
No comments: